layout
O Saathi - Atif Aslam, ARKO
Трек

Atif Aslam, ARKO - O Saathi

Текст песни 
Текст песни: Allah, mujhe dard ke qaabil bana diya
Toofaan ko hi kashti ka saahil bana diya
Bechainiyaan samet ke saare jahaan ki
Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya

Oh, saathi, tere bina raahi ko raah dikhe na
Oh, saathi, tere bina saahil dhuaan-dhuaan

Aankhein moondein toh jaane kise dhoondhein
Ke soya jaaye na, ke soya jaaye na
Kise dhoondhein yeh khwahishon ki boondein?
Ke soya jaaye na, ke soya jaaye na

Maano nindiya piroya jaaye na
Maano nindiya piroya jaaye na

Allah, mujhe dard ke qaabil bana diya
Toofaan ko hi kashti ka saahil bana diya
Bechainiyaan samet ke saare jahaan ki
Jab kuch na ban saka toh mera dil bana diya

Oh, saathi, tere bina raahi ko raah dikhe na
Oh, saathi, tere bina saahil dhuaan-dhuaan
Слушать
Скачать mp3
0

Популярные песни  Atif Aslam

Популярные песни  Arko

Популярные сборники

Комментарии

Комментариев пока нет
Player
×
Song coverSong cover

Song coverSong cover

Текущий плейлист
Song cover